sahih Bukhari

Wudu Ki Ahmiyat: Eediyon Ko Achhe Se Dhona Kyun Zaroori Hai?

Ek safar me jo humne kiya tha, Aap ﷺ humse pichhe reh gaye aur humse us waqt mile jub (asar ki) namaz ka waqt Aa pohcha tha. Hum jaldi jaldi wudu kar rahe the. Pas paon ko khoob dhone ke badle hum yunhi sa dho rahe the. (Ye haal …

Haya Ki Ahmiyat Aur Imaan Se Talluq | Quran O Hadees

Ek dafa nabi ﷺ ek ansari shaks ke paas se guzre, is haal me ke wo apne ek bhai se keh rahe the ke tum itni sharm kyu karte ho? Aap ﷺ ne is ansari se farmaya: isko iske haal par rahne do kyun ki Haya bhi Imaan ka hi ek hissa hai.…

Surah Al-mudassir Ka Nazool Aur Wahi Ke Rukne Ka Waqiya.

Nabi ﷺ ne wahi ke ruk jane ke zamane ke halaat bayan karte hue farmaya:  ke ek din main chal raha tha ke achanak maine aasman ki taraf se ek awaaz suni aur maine apna sar aasman ki taraf uthaya. To dekhta hoon ke wahi farishta jo…

Load More
That is All