Nabi-e-kareem ï·º apne hujre se nikle, logo ko Shab-e-Qadr ke bare me batana chahte the (wo konsi raat hai). Itne me do musalman apas me lar pade. Aap ï·º ne farmaya: mai to is liye bahar nikla tha ke tumhe Shab-e-Qadr batlaun aur …
Nabi ï·º ne farmaya: jo koi ramzan me raato ko iman rakh kar aur sawab ke liye ibadat kare uske agle gunah baksh diye jate hai. Sahih Bukhari 37 Ye hadees ramzan ke mahine ki fazilat aur uski ahmiyat ko bayan karti hai. Allah ï·» n…