Nabi ï·º ne farmaya: jo shaks Allah ki raah me jihad ke liye nikla, Allah uska zaami ho gaya. Allah ï·» farmata hai isko meri zaat par yaqeen aur mere paigambaro ki tasdeeq ne sarfarosh ke liye ghar se nikala hai. Mai is baat ka zaam…
Nabi ï·º ne wahi ke ruk jane ke zamane ke halaat bayan karte hue farmaya: ke ek din main chal raha tha ke achanak maine aasman ki taraf se ek awaaz suni aur maine apna sar aasman ki taraf uthaya. To dekhta hoon ke wahi farishta jo…