Did all prophets bring the same message? Answer: Yes, all the prophets (peace be upon them) came with the same basic message, and that is Tawheed, that is, the oneness of Allah and worship of Him alone. Every prophet was sent by …
Ek safar me jo humne kiya tha, Aap ﷺ humse pichhe reh gaye aur humse us waqt mile jub (asar ki) namaz ka waqt Aa pohcha tha. Hum jaldi jaldi wudu kar rahe the. Pas paon ko khoob dhone ke badle hum yunhi sa dho rahe the. (Ye haal …
Hazrat Abu huraira رضی اللہ عنہ se riwaya hai ke ek din nabi ﷺ logo se guftagu farma rahe the ke ek dihati aya aur Qayamat ke bare me sawal kiya. "Qayamat Kab Ayegi?" Nabi ﷺ ne baat Jari rakhi aur dihati ke sawal ka f…
Firqa-parasti (sectarianism) Firqa-parasti ki wajah se log ek dusre ko bura kehte aur jhagadte hai. Ye asal me Islam ki asal talimaat se doori aur apni pasand-o-na-pasand ko Deen par Tarjih dene ka natija hai. Qur'an aur Had…
Nabi ﷺ ne farmaya: jo shaks Allah ki raah me jihad ke liye nikla, Allah uska zaami ho gaya. Allah ﷻ farmata hai isko meri zaat par yaqeen aur mere paigambaro ki tasdeeq ne sarfarosh ke liye ghar se nikala hai. Mai is baat ka zaam…
31 December (New Year) 31 December ya new year ka Jashn asal me christian mazhab aur gair Muslim culture ka hissa hai. Islam me na to 31 December ka koi tasavvur hai aur na hi naye saal ke Jashn ka. 31 December aur Christian Tar…
2.Question >: Ja-namaz wale musalle par agar kaba ki tasveer ya design ho to kya us par namaz ho jaygi? Answer: >: Qur'an me Musalle par qabe ki tasveer ya design ko lekar koi seedha zikr nahi milta hai. Lekin Qur…
Nabi ﷺ ne farmaya: mujhe Allah ki taraf se Huqum diya gaya hai ke logo se jung karu is waqt tak ke wo is baat ka ikraar karlen ke Allah ke siwa koi mabood nahi hai aur ye ke mohammad ﷺ Allah ke sachche rasool hai, aur namaz Ada…
Nabi ﷺ jab logo ko kisi kaam ka hukm dete to wo aisa hi kaam hota jise karne ki logo me takat hoti, is par sahaba رضي ne arz kiya ke ya Allah ke nabi ﷺ Ham log to Aap jaise nahi hai, aap to masoom hai, aur aap ki Allah ﷻ ne sab…
Ek din ek admi ne nabi ﷺ se puchha ke Konsa Islam behtar hai? Nabi ﷺ ne farmaya: ye ke tum khana khilao, jisko pehchano usko bhi aur jisko na pehchano usko bhi, algarz sabko Salam karo. Sahih Bukhari hadees no 12 Is hadees me nab…
Logo ne pucha ya RasoolAllah ﷺ konsa Islam Afzal hai? To nabi ﷺ ne farmaya: wo jiske manne wale musalmano ki zuban aur hath se saare Musalman salamati me rahe. Sahih Bukhari hadees no 11 Is hadees me nabi ﷺ se sawal pucha Gaya …
Nabi ﷺ ne farmaya: Musalman wo hai, jiski zuban aur hath se musalman mehfooz rahe, aur muhajir wo hai jo in kamo ko chhod de jinse Allah ne mana farmaya hai. Sahih Bukhari hadees no 10 Ye hadees nabi ﷺ ki jaami talimaat me se e…