Ek safar me jo humne kiya tha, Aap ï·º humse pichhe reh gaye aur humse us waqt mile jub (asar ki) namaz ka waqt Aa pohcha tha. Hum jaldi jaldi wudu kar rahe the. Pas paon ko khoob dhone ke badle hum yunhi sa dho rahe the. (Ye haal …
Ek yahoodi ne Hazrat Umar رضي se kaha: ke Aye ameer-ul-Momineen! Tumhari kitab (Qur'an) me ek ayat hai jise tum parhte ho. Agar wo hum yahoodio par nazil hui hoti to hun iske nuzool ke din ko Eid bana lete. Aap رضي ne pucha w…
Hazrat Abu Sayeed khudri رضي الله أن se riwayat hai ke nabi ï·º ne farmaya: jannati jannat me Dakhil honge aur jahannami jahannam me, fir Allah ï·» farmayga: in logo ko jahannam se nikalo jin logo ke dilo me raai ke dane ke barabar…
Nabi ï·º ne farmaya: jis shaks me ye 3 bate hongi wo iman ka maza pa lega, 1. Allah ï·» aur nabi ï·º uske nazdik sabse zyada mehboob ho. 2. Wo kisi bande se Sirf Allah ï·» ke liye mohabbat kare. 3. Jise Allah ï·» ne kufr se nijat di ho…
Nabi ï·º ne farmaya: Ek waqt ayga jab fitno ka daur hoga, aur har musalman ke liye apne iman ko bachana mushkil hoga, aise me insan ka sabse behtarin maal uski bakriyan hongi, jinhe lekar wo pahado ki chotiyan, aur door daraz wadiy…