Ibne Abbas رضی اللہ عنہ ne unse aur (apne sahabzade) ali bin Abdullah se farmaya. "Tum dono Abu Saeed khudri رضی اللہ عنہ ki khidmat me jao aur unse hadees suno. "Chunanche hum hazir huwe. Us waqt Abu Saeed apne (raza…
Hazrat Abdullah bin umar رضي bayan karte hai: Main Hafsa (apni behan) ke paas gaya aur unke sir ke baal paani se tar the. Maine kaha: logo me jo muamlat pesh aye hai aap dekh rahi hain (yani khilafat ka mamla) aur mujhe is mua…
Nabi ﷺ jub Madina tashreef Laye to pehle apni nanihal me utre, Jo ansaar the. Aur Wahan apne solah ya satrah mahine Bait-ul-muqaddas ki taraf muh karke namaz padhi aur aap ki khwahish thi ke aap ka Qibla baitullah ki taraf ho. To…
Nabi ﷺ ne farmaya: Mai ek waqt so raha tha maine khwab me dekha ke log mere samne pesh kiye ja rahe hai, aur wo kurte pehne huwe hai, kisi ka kurta seene tak, kisi ka isse nicha hai, fir mere samne Umar bin Khattab Laye gaye, …