Did all prophets bring the same message? Answer: Yes, all the prophets (peace be upon them) came with the same basic message, and that is Tawheed, that is, the oneness of Allah and worship of Him alone. Every prophet was sent by …
Ek safar me jo humne kiya tha, Aap ï·º humse pichhe reh gaye aur humse us waqt mile jub (asar ki) namaz ka waqt Aa pohcha tha. Hum jaldi jaldi wudu kar rahe the. Pas paon ko khoob dhone ke badle hum yunhi sa dho rahe the. (Ye haal …
Jareer bin Abdullah رضي ko suna. Unhone kaha: "Allah se daro jo akela hai aur uska koi shareek nahi, aur waqar aur sukoon ikhtiyar karo yahan tak ke tumhare paas Naya ameer aa jaye. Wo ankareeb tumhare paas pohachne wala ha…
Ek din nabi ï·º logo me tashreef Farma the ke Aap ke paas Ek shaks Aya aur puchne laga ke imaan kise kehte hai? Aap ï·º ne farmaya: ke imaan ye hai ke tum Allah ï·» ke wajood aur iski wahdaniyat par imaan lao, iske Farishto ke wajood p…
Najd walo me se ek shaks, Aap ï·º ke paas aya, sar pareshan yani baal bikhre huwe the, hum iski awaz ki bhinbhinahat sunte the aur hum samajh nahi pa rahe the ke wo kya keh raha tha. Yahan tak ke wo kareeb aa pohcha, jub maloom h…
Ek yahoodi ne Hazrat Umar رضي se kaha: ke Aye ameer-ul-Momineen! Tumhari kitab (Qur'an) me ek ayat hai jise tum parhte ho. Agar wo hum yahoodio par nazil hui hoti to hun iske nuzool ke din ko Eid bana lete. Aap رضي ne pucha w…
Unhone nabi ï·º ko ye irshad farmate huwe suna ke: jub ye banda musalman ho jaye aur uska Islam umdah ho (yaqeen aur Khuloos ke sath ho) to Allah uske gunaho ko jo usne Islam lane se pehle kiye maaf farma deta hai aur ab iske baad …
Nabi ï·º ne farmaya: jo shaks Allah ki raah me jihad ke liye nikla, Allah uska zaami ho gaya. Allah ï·» farmata hai isko meri zaat par yaqeen aur mere paigambaro ki tasdeeq ne sarfarosh ke liye ghar se nikala hai. Mai is baat ka zaam…
Nabi ï·º ne farmaya: mujhe dozakh dikhlai hai to usme zyadatar aurte thi jo kufr karti hai. Kaha gaya huzoor kya wo Allah ke sath kufr karti hai? Nabi ï·º ne farmaya: ke khawind (husband) ki na-shukri karti hai, aur ahsaan ki na-sh…
Logo ne pucha ya RasoolAllah ï·º konsa Islam Afzal hai? To nabi ï·º ne farmaya: wo jiske manne wale musalmano ki zuban aur hath se saare Musalman salamati me rahe. Sahih Bukhari hadees no 11 Is hadees me nabi ï·º se sawal pucha Gaya …
Nabi ï·º ne wahi ke ruk jane ke zamane ke halaat bayan karte hue farmaya: ke ek din main chal raha tha ke achanak maine aasman ki taraf se ek awaaz suni aur maine apna sar aasman ki taraf uthaya. To dekhta hoon ke wahi farishta jo…