Hazrat jareer bin Abdullah رضي الله أن farmate hai: Maine nabi ï·º se is baat par ba'ait ki ke mai namaz Qayam karunga, Zakaat Ada Karunga, Aur har musalman ke liye khair-khwahi karunga. (Sahih Bukhari 57) Ye hadees 3 Aiham pe…
Unhone nabi ï·º ko ye irshad farmate huwe suna ke: jub ye banda musalman ho jaye aur uska Islam umdah ho (yaqeen aur Khuloos ke sath ho) to Allah uske gunaho ko jo usne Islam lane se pehle kiye maaf farma deta hai aur ab iske baad …